Is bayan mein, Molana Mohd Ilyas Ahmed Qasmi ne Jannat (Jannat-ul-Firdaus) tak pohanchne ka aasan rasta aur uske liye zaroori amal aur niyat par roshni dali hai. Is bayan mein humay apni zindagi mein apne aamal sudharne aur Allah ki raza hasil karne ki raah dikhayi gayi hai. Iske ilawa, Molana ne Friday ke din ki ahmiyat aur is din ki duaon ka bhi zikar kiya hai.
Hazrat Adam Ki Ghalti, Aur Hamain Saza, Kyun? | Bible Aur Quran Ki Kahaniyon Mein Hairan Kun Farq!
Is Friday Bayan mein Molana Mohd Ilyas Ahmed Qasmi sahab ne zuban ki hifazat aur uski ahmiyat par gehra phocus diya hai. Janiye kaise humari zuban humari zindagi mein asar daalti hai aur kaise isse sambhal kar hum apni neik aur behtareen zindagi guzar sakte hain. Is bayan ko zarur dekhein aur apni zindagi mein amal karen